Haye Re Haye Lyrics

Song Haye Re Haye from the movie Humjoli sung by Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi lyrics written by Anand Bakshi music given by Laxmikant Pyarelal featuring Jeetendra, Leena Chandravarkar, Mahmood, Pran, Shashikal & Aruna Irani.

Haye Re Haye| Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi Lyrics

Haye Re Haye| Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi Lyrics

Song Name Haye Re Haye
Singer(s) Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi
Lyricist(s) Anand Bakshi
Music(s) Laxmikant Pyarelal
Featuring Stars Jeetendra, Leena Chandravarkar, Mahmood, Pran, Shashikal & Aruna Irani
Album Humjoli
Music Label Saregama India Ltd.

 

Haye Re Haye | Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi Lyrics

Haye re haye neend nahin aaye
Chain nahin aaye dil mein tu samaaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana
Haye re haye neend nahin aaye
Chain nahin aaye dil mein tu samaaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana

Koi dekh le agar, gham na kar
Koi dekh le agar, tu gham na kar
Mujhe to lag raha hai dar, kyun magar
Rut suna rahi hai preet ki kahaniyan
Haye re haye, haye
Mast ghata chhaaye, haye
Pyaas na bujhaaye, haye
Aag si lagaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana

Dil ne dil se kya kaha, kya pata
Dil ne dil se kya kaha, yeh kya pata
Zara sa mere paas aa, kyun bhala
Aa tujhe main de doon prem ki nishaniyan
Haye re haye jaan ghabaraaye
Aankh jhuki jaaye, saans ruki jaaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana

Chhedti hai yeh hawa, kya hua
Chhedti hai yeh hawa, to kya hua
Jaga hai dil mein dard sa, kyun bhala
Rang la rahi hain pyar ki jawaaniyan
Haye re haye, haye
Zulf ke yeh saaye, haye
Hosh uda jaaye, haye
Paanv dagmagaaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana
Ho aaya pyar bhara mausam deewana, deewana

YouTube Video

 

 

Leave a Comment